Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLove Story (1981)
HomeLove Story (1981)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dekho maine dekha hai yeh ik sapna phoolon ke shaher mein hai ghar apna kya samaan hai tu kahaan hai main aayi aayi aayi aayi aajaa kitna haseen hai yeh ik sapna phoolon ke shaher mein hai ghar apna kya samaan hai tu kahaan hai main aaya aaya aaya aaya aajaa yahaan tera mera naam likha hai rastaa nahin ye aam likha hai ho ye hai darwaaja jahaan tu khadi hai andar aa jaao sardi badi hai yahaan se nazaara dekhon parbaton ka jhaakun main kahaan se kahaan hai jharokha ye yahaan hai tu kahaan hai main aayi aayi aayi aayi aajaa kitna haseen hai yeh ik sapna phoolon ke shaher mein hai ghar apna kya samaan hai tu kahaan hai main aaya aaya aaya aaya aajaa achha ye bataao kahaan pe hai paani baahar beh rahaa hai jharnaa deewani bijali nahin hai yahi ek ghum hai teri bindiyaa kya bijali se kam hai chhodo mat chhedo baazaar jaao jaata hoon jaaunga pehle yahaa aao shaam jawaan hai tu kahaan hai main aayi aayi aayi aayi aajaa dekho maine dekha hai yeh ik sapna phoolon ke shaher
ho kaisa tera pyaar kaisa gussa hai tera kaisa tera pyaar kaisa gussa hai tera tauba sanam tauba sanam tauba sanam tauba sanam are jaisa mera pyaar waisa gussa hai mera teri kasam teri kasam teri kasam teri kasam ik dillagi maine ki thi tune to dil pe laga li hooo ik dillagi maine ki thi tune to dil pe laga li shishe jaisa toota aise jo tu rootha shishe jaisa toota aise jo tu rootha aisa hua kya sitam tauba sanam tauba sanam tauba sanam tauba sanam lalalala lalalala main ek tera deewana dekhe tujhe kyun zamana main ek tera deewana dekhe tujhe kyun zamana dekhe mere naina dil mein chhupke rehna ho dekhe mere naina dil mein chhupke rehna rakhna na bahar kadam meri kasam meri kasam meri kasam meri kasam tauba sanam tauba sanam apni khata maine maani ab chhod bhi ye kahani hooo apni khata maine maani ab chhod bhi ye kahani tu bhi muskura de mujhe bhi hasa de tu bhi muskura de mujhe bhi hasa de o mere achchhe balam meri kasam meri kasam meri kasam meri kasam hoo kaisa
aaaa haaaa haaaa haaa haaaa laa lala la lala lala la lala lala lala laaaaa kya gazab karte ho jee pyaar se darte ho jee darr ke tum aur haseen lagte ho jee kya gazab karte ho jee pyaar se darte ho jee darr ke tum aur haseen lagte ho jee la lal lal lal la laa lala lala la la la la darr ke tum aur haseen lagte ho jee kadmon pe sar rakh ke hum yahin so jaayenge kadmon pe sar rakh ke hum yahin so jaayenge hans ke tum dekho to hum khush ho jaayenge jhooth sahi keh do tum bhi hum pe marte ho jee kya gazab karte ho jee pyaar se darte ho jee darr ke tum aur haseen lagte ho jee la lal lal lal la laa lala lala la la la la darr ke tum aur haseen lagte ho jee koi nahin hum dono hai main hoon meri angdaayi hai koi nahin hum dono hai main hoon meri angdaayi hai chale aao meri baahon mein badi pyaari tanhaayi hai raat milan ki tum kyun aahen bharte ho jee kya gazab karte ho jee pyaar se darte ho jee darr ke tum aur haseen lagte ho jee la lal lal lal la laa lala lala la la la la
yaad aa rahi hai yaad aa rahi hai yaad aa rahi hai yaad aa rahi hai teri yaad aa rahi hai teri yaad aa rahi hai yaad aane se tere jaane se jaan jaa rahi hai yaad aa rahi hai teri yaad aa rahi hai yaad aane se tere jaane se jaan jaa rahi hai yaad aa rahi hai teri yaad aa rahi hai pehle ye na jaana tere baad ye jaana pyaar mein pehle ye na jaana tere baad ye jaana pyaar mein jeena mushkil kar dega ye dil deewana pyaar mein jaane kaise saans ye aise aa jaa rahi hai yaad aa rahi hai teri yaad aa rahi hai bante bante dulhan preet humaari uljhan ban gayee bante bante dulhan preet humaari uljhan ban gayee mere dil ki dhadkan meri jaan ki dushman ban gayee kuchh keh keh ke mujhe reh reh ke tadpa rahi hai yaad aa rahi hai teri yaad aa rahi hai ye rut ki rang raliyaan ye phoolon ki galiyaan ro padin ye rut ki rang raliyaan ye phoolon ki galiyaan ro padin mera haal suna to mere saath ye kaliyaan ro padin ek nahin tu duniyaan aansoo barsa rahi hai yaad aa rahi hai teri yaad aa
hey parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa pa pap pap parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa pap papaaaaa main akela raat ka mela tu kahaan se aayi aise mein tu bhool ke rasta mujh se aa takraayi ye ladki zara si dewaani lagti hai mujhe to ye gudiyaa japaani lagti hai ye ladki zara si dewaani lagti hai mujhe to ye gudiyaa japaani lagti hai aisi naazuk hai ye galti se ise koi chhoo le to ye toot jaaye hey aisi naazuk hai ye galti se ise koi chhoo le to ye toot jaaye chaabi se ye chale chaabi se ye ruke chaabi se ye hanse rooth jaaye hai kaanch ki ye gudiyaa kaagaz ki ye pudiyaa kisi shaitaan ki naani lagti hai parap parap pa pa ye ladki zara si dewaani lagti hai mujhe to ye gudiyaa japaani lagti hai hum akele raat ke mele tu kahaan se aaya aise mein tu bhool ke rasta humse aa takraaya are re re re re ye ladka zara sa deewana lagta hai gaadi ka koi modal purana lagta hai ye ladka zara sa deewana lagta hai gaadi ka koi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dekho Maine Dekha Love Story (1981) 04:18 20326
 
Poster of Love Story (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:18   Song Number : 20326   

Duniya Isi Ka Naam Hai Love Story (1981) 05:26 32658
 
Poster of Love Story (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:26   Song Number : 32658   

Kya Gazab Karte Ho Love Story (1981) 03:27 13627
 
Poster of Love Story (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Aruna Irani, Kumar Gaurav Dagaonkar
Duration : 03:27   Song Number : 13627   

Teri Yaad Aa Rahi Hai Love Story (1981) 05:35 21310
 
Poster of Love Story (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:35   Song Number : 21310   

Ye Ladki Zara Si Dewaani Love Story (1981) 05:14 13628
 
Poster of Love Story (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:14   Song Number : 13628